Aaj kal ke busy aur stress bhare lifestyle mein hum aksar apni skincare aur khubsurati ka khayal rakhna bhool jaate hain. Main bhi isi problem se guzar chuki hoon. Ek waqt tha jab meri skin dull aur dry lagti thi, aur mujhe samajh nahi aa raha tha ke kya karoon. Lekin phir maine kuch natural […]
Aazmoda Desi Totkay for Skin Whitening in Urdu
Chehra saaf aur chamakdar bnana har kisi ki khwahish hoti hai. Lekin ajkal ke mausam aur pollution ke wja sy chehre ki jild kharab ho jati hai aur qudarti chamak kho jati hai. Iske alawa, chehre par pimples, dhabe, aur wrinkles bhi ho sakty hain jo aapke chehre ki khubsurti ko kam kar dety hain. […]
Bechaini Ka Fori Hal | Simple Tariko Say
Agar ap bechaini, stress, ya phir depression ka shikaar hain to mazeed ghabrany ya preshaan hony ki zarorat nhi hai, q ke is main aap akely nhi hain. Hum sab kabhi na kabhi apni life main esi surat haal ka samna karty hain. Is blog post main hum zikar karain gain ke kesy ghar py […]
Top Ways to Eliminate Bad Breath with Best Mouthwash
Ghar mein bure saans ki pareshani ko khatam karne ke tareeqay jo aap ghar par try kar sakte hain: Danto ki safai aur sahi khana, jaise ajwain aur ananas, aapke gale se nikalne wali bure saans ko kam karne mein madad kar sakte hain. Agar aapko sehati shikayat ki wajah se bad breath ka samna […]
Ab Ghar main Bnayn Apna Pasandeda Face Wash For Oily Skin
Agar aap oily skin aur us se mutaliq masail jaise ke chehre par chamak, pimples aur blackheads se mayoos hain, to pareshan na hon. Apni jild ko saaf, taza aur chamakdar banana ab mumkin hai. Is article mein hum aapko sikhaenge ke kis tarah aap ghar par hi qudarti ajzaa se bane asardar face wash […]
Ghar Main Insect Killer Bnanay Ke Behtreen Totkay
Kya ap bhi ghar main insects ki afzaesh sy bohat preshan hain? Ap ny kai bar chemical-based insecticides use kiye hain lekin un sy koi fraq nhi prha. Ulta aisy sprays sy environment khrab hota hai or skin bhi affect ho jati. Is ke elawa jb ye insects kitchens main grow krty hain to khany […]
Ghar Main Makeup Remover Kesy Banayn?
Makeup remover aik zroori product hai jo apki skin ko clean aur healthy rkhta hai. Lekin market main available chemical-based removers apki skin ko nuqsaan pohncha skty hai khas tor py sensitive aur oily skin ko. Is article mein home-based makeup remover bnany kr tareeqy aur unka istemal btaya jaye ga. Hr trah ki skin […]
Homemade Whitening Scrub Banany ke Asaan Tarekay
Chamakti, be-daagh jild ka khwab ab poora hoga, chemical-based products ki irritation ke baghair! Agar aap apni bejaan, rukhay aur daag dhabbon wali jild se pareshan hain, toh ab mayoos na hon. Hum janty hain skin ki hifazat apk leay bojat aham hai. Isi liye, hum aapke liye laya hain homemade whitening scrubs ka haseen […]
Do Muhay Baalon Yah Hair Split Ends K Ghrailo Totky
Split ends ek aam problem hai jis ka aksar hum sabhi ko samna karte hain, khaskar jab hum apne baalon pe excessive heat, chemical treatments, aur harsh products ka istemal karte hain. Isse baal kamzor, dry, aur brittle ho jate hain, aur unki growth aur shine bhi affect hoti hai. Lekin kuch gharelu totky aur […]
French Manicure ke Asaan Tariky: How to do a French manicure at home
French Manicure aapke haathon ki khubsurti ko char chand lagane ka ek behtareen aur hamesha pasand kiya jaane wala tareeka hai. Agar aap Pakistan mein hain, toh aapko yaqeenan maloom hoga ke kisi achhe salon se French manicure karwane par aam tor par Rs. 3,000 se Rs. 6,000 tak kharch aa sakta hai. Lekin ab […]
Garmi Se Bachne Ka Tarika
Garmi ka mausam apni puri shiddat ke saath dastak de chuka hai. Suraj ki tez tapish aur garam hawaon se har koi bachna chahta hai. Aise mein, Garmi Se Bachne Ka Tarika jaan’na sirf zaroori nahi, balkay aapke jism aur ghar dono ke liye be-had ahem hai. Is blog mein, hum aapke liye laye hain […]
11 Scientificaly Proven Health Benefits of Ginger
Zindagi ka safar sehat ke bina adhoora hai aur her insaan ki khwahish hoti hai ke woh sehatmand aur tandurust rahe. Aaj ke dor mein, hamesha ki tarah, log aise gharelu nuskhon ki talaash mein hain jo unko behtareen sehat aur zindagi faraham karne mein madad kar sakein. Ek aisa qudrati tohfa jo asaan-e-dastiyab hai […]