Bdalte mausam ka sbse zyada asar bachon par hota hai kyunke unka madafeati nizam kamzor hota hai jis ki wajah se woh nazla, khansi aur bukhar jaisi bimariyon ka jald shikaar ho jaate hain. Bachon ko hone walay viral flu aur fever to phir bhi theek ho jaate hain lekin khansi jaldi peecha nahi chhodti […]
Kya Aapko Hath Paon Gora Karne ki Cream Istemal Karni Chahiye?
Dhoop, garmi, sardi, ya phir chemical ka istemal – hamare haath aur paon rozana ke mukhtalif asrat ka shikar hote hain. In asraat ki wajah se, hamare hath aur paon ka rang kamzor ho sakta hai aur jild bejan dikhayi de sakti hai. Isi liye, kai log hath paon gora karne ki creams ka istemal […]
Homemade Vitamin C Toner
Vitamin C toner ab ghar mein hi banayein aur paiyein aisi zabardast jild jis ka result aapko bhi hairaan kar de. Vitamin C hamari sehat se le kar jild tak ke har maslay mein hamare liye itna madadgar hai jis ka andaza hum nahi kar sakte, ye hai hi itna faidamand. Vitamin C hamare jism […]
Qabz ka ilaj: Effective Relief Tips
Qabz ka ilaj aur aant ke masail logon ke liye aam pareshani ban gaye hain. Iska asar zindagi par bura padta hai, lekin qabz ka fori ilaj gharelu tareeqon se mumkin hai. Is blog mein hum ‘qabz ka ilaj’ aur ‘qabz ka fori ilaj in Urdu’ ke asaan aur mufeed tareeqon par baat karenge. Aap […]
Tonsils kya hy aur tonsil ka gharelu ilaj
Ghar ke ilaj, Tonsils ke alamaat ko kam karne mein madad kar sakte hain. Tonsils do golakar glands hain jo gale ke peeche hote hain. Unka kaam jism mein naak aur munh ke zariye dakhil hone wale bacteria aur viruses se larna hota hai. Tonsils ke zyadatar maamlay viral infection ki wajah se hotay hain. […]
Shehwat Me Kami Ka elaj
Shehwat (شہوت), jo ke English mein “sexiness” kehlati hai, libido ya sex drive ko refer karti hai. Shehwat Me Kami Ka ilaj jis ma shehwat ka na ana ya libido ka kam hona mardon mein ek aam masla hai, jo aksar hormonal imbalance, thakan, aur mardana kamzori ki wajah se hota hai. Yeh masla rozmarra […]
Bachon ka Qad Lamba krnay ka Tareeqa
Logon aksar mufeed mashwaray, qudrati ilaj, “totkay,” aur chota qad barhane ke liye asaan ghar ke nuskhay dhoondhte hain. Ye blog khaas taur par un tajurbaat ko barhava deta hai jo qad mein izafa karne ke liye kargar strategies ko barqarar rakhte hain. Chotay rehna kisi bhi kami ka nishan dahi nahi krta hai, kyunke […]
Khwateen Mein Be Auladi Ke Masail Aur Un Ka Ilaj
Shadi shuda joroun ki awwalin pasand aulad ki khwahish hoti hai aur yeh zaroori bhi hai. Har mard apni nasl ke baare mein sochta hai wahi aurat bhi fitri tor par mama ke jazbaat se bharri makhlooq hai jo zahir kare ya na kare use bachon ki khwahish aik khaas umr se hoti hai jo […]
Aloe Vera kay Fawaid
Aloe vera, ya kanwar gandal, ek aisa poda hai jo humare liye qudrati taur par shifa bakhsh hai. Is ke afadiyat aur fawaid be shumar hain, aur is mein mojood vitamins, minerals, antioxidants aur germs kash khasusiyat hamare jism ke liye be had mufeed hain. Is blog me hum Aloe Vera kay fawaid janny gay. […]
Paon Jalne Ka Ghar Ka Ilaj
Paon jalna mushkil ho sakta hai, khas kar agar dard aur jalne ka ehsaas kabhi khatam na ho. Magar, paon jalne ka sabab jaan’na aur ghar par unka ilaj karna aapko mustaqil nafa pohancha sakta hai. Yahan paon jalne ke aam asbaab, sath hi aath ghar ke nuskhay paon ki jalan ko kam karne ke […]
Koyla Se Bartan Dhone Ke Fayde
Ghar mein koyla ka istemal bartanon ko dhone ke liye ek purani lekin mufeed tareeqa hai. Koyla se bartan dhone ka tareeqa zamane se chala aa raha hai aur iska istemal buhat mashhoor hai. Is tareeqe ke istemal se na sirf bartan chamak jate hain balkay unki safai bhi behtar hoti hai. Is blog mein […]
Pait Kam Karne Ka Asaan Tarika
Pait kam karne ki zaroorat har kisi ko hoti hai. Isay na sirf acha dikhnay ke liye balkay sehat ke liye bhi zaroori samjha jata hai. Aaj kal ki zindagi mein log zyada tar baith kar kaam karte hain aur jismani harkat kam hoti ja rahi hai. Isi wajah se pait ka motapa aam hota […]