French Manicure aapke haathon ki khubsurti ko char chand lagane ka ek behtareen aur hamesha pasand kiya jaane wala tareeka hai. Agar aap Pakistan mein hain, toh aapko yaqeenan maloom hoga ke kisi achhe salon se French manicure karwane par aam tor par Rs. 3,000 se Rs. 6,000 tak kharch aa sakta hai. Lekin ab […]
Urdu Totkay
Find Urdu Totkay on Totkay, your simple guide for natural home remedies to improve beauty, health, and life. Explore Totkay for trusted tips!
How to Remove Nail Polish from Clothes Home Remedies
Apki sabse qareebi cousin ki shaadi hai. Dil khushi se jhoom raha hai! Aapne sab say khubsurat dress phna hai. Bas aakhri touch-up baki hai, matching nail paint lagana. Aap bade dhiyaan se nail paint laga rahi hain, jab achanak, ek boond… aur woh seedha aapke us naye, khoobsurat jode par gir jaati hai! Aapki […]
Apnay Nakhun Behtar Kesay Bnay? Best Nail Tips
Psychology kehti hai ke insaan ki aadatein aur shakhsiyat uske nakhunon ki shakal se bhi pehchani ja sakti hai. Zara sochiye, aapke nakhun is waqt kaise dikh rahe hain? Kya woh chamakdar aur mazboot hain, ya kamzor aur bejaan? Aapke nakhun aapki shakhsiyat ka ahem hissa hain, aur unki sehat aapke overall self-care ko zahir […]
Bachon ki khansi ka asan ilaj
Bachon ki khansi, unki nazuk sehat ka ek aam masla hai jo har maa baap ko chinta mein daal deta hai. Bachon ki khansi ka ilaj zaroori hai taake wo sukoon se jeenay mein mustaqil reh sakein aur unki sehat par koi asar na pade. Is blog mein hum aasan aur asar daar totkay par […]
Haldi ke Gharelu Totkay: Skin & Immunity Benefits
Kya aap jaante hain ke aapki kitchen mein maujood aik sunehra masala aapki sehat, jild aur immunity ke liye itna powerful ho sakta hai? Haldi sirf khanay ka zaiqa barhane ke liye nahi, balkay sadiyon se apni shifa bakhsh khususiyaat ki wajah se mashhoor rahi hai. Aaj ke tez raftaar lifestyle, processed foods aur kamzor […]
Breast Barhany k Totkay: Bahtreen Exercises
Kya aap apne breast size ko naturally enhance karne ke tareeqe dhoondh rahi hain? Natural remedies aur lifestyle changes ka asar shayad utna noticeable na ho, lekin kya aapne kabhi socha hai ki kuch exercises aapke chest muscles ko tone karke overall appearance ko kaise better bana sakti hain? Ab aap bataye kya Aap isy […]
Aankhon Ke Halke Khatam Karne Ka Totka
Aankhon ke halke ya dark circles har umar ke logon mein common hain, jo aksar neend ki kami, stress, genetics, allergies, dehydration, ya aging ki wajah se hote hain. Yeh rang kabhi bluish, purple, brown ya kaala bhi lag sakta hai, jo skin ke neeche khoon ki naso ke dikhne ya melanin ke zyada hone […]
Bachon Ki Khansi Ka Asan Ilaj
Bdalte mausam ka sbse zyada asar bachon par hota hai kyunke unka madafeati nizam kamzor hota hai jis ki wajah se woh nazla, khansi aur bukhar jaisi bimariyon ka jald shikaar ho jaate hain. Bachon ko hone walay viral flu aur fever to phir bhi theek ho jaate hain lekin khansi jaldi peecha nahi chhodti […]
Kya Aapko Skin Whitening Cream Istemal Karni Chahiye?
Dhoop, garmi, sardi, ya phir chemicals ka istemal hamare haath aur paon rozana kayi mukhtalif asraat ka shikar hote hain. In asraat ki wajah se, hamare hath aur paon ka rang kamzor par sakta hai aur jild bejan dikhayi de sakti hai. Isi liye, kayi log skin whitening creams ka istemal karte hain. Lekin, kya […]
Qabz ka ilaj: Effective Relief Tips
Qabz ka ilaj aur aant ke masail logon ke liye aam pareshani ban gaye hain. Iska asar zindagi par bura padta hai, lekin qabz ka fori ilaj gharelu tareeqon se mumkin hai. Aap qabz ke asbab samajh kar, gharelu ilaj apna kar is maslay ka foran hal dhoondh sakte hain. Sehatmand aadatein apna kar aap […]
Shehwat Mein Kami ka Ilaj: Wajohat, Madad Aur Doctor Se Kab Mashwara Karein
Shehwat mein kami ka matlab hai jinsi khwahish (libido ya sex drive) ka pehle se kam ho jana. Yeh mardon aur auraton dono mein ho sakti hai, aur aksar is ki wajah zehni dabao, gharelu pareshaniyan, azdawaji taluqaat ke masail, kuch dawaen ya lambi beemari hoti hai. Yeh mardana kamzori, erectile dysfunction ya be-auladi ka […]
Bachon ka Qad Lamba krnay ka Tareeqa
Logon aksar mufeed mashwaray, qudrati ilaj, “totkay,” aur chota qad barhane ke liye asaan ghar ke nuskhay dhoondhte hain. Ye blog khaas taur par un tajurbaat ko barhava deta hai jo qad mein izafa karne ke liye kargar strategies ko barqarar rakhte hain. Chotay rehna kisi bhi kami ka nishan dahi nahi krta hai, kyunke […]











