Shadi shuda joroun ki awwalin pasand aulad ki khwahish hoti hai aur yeh zaroori bhi hai. Har mard apni nasl ke baare mein sochta hai wahi aurat bhi fitri tor par mama ke jazbaat se bharri makhlooq hai jo zahir kare ya na kare use bachon ki khwahish aik khaas umr se hoti hai jo […]
Urdu Totkay
Find Urdu Totkay on Totkay, your simple guide for natural home remedies to improve beauty, health, and life. Explore Totkay for trusted tips!
Aloe Vera kay Fawaid
Aloe vera, ya kanwar gandal, ek aisa poda hai jo humare liye qudrati taur par shifa bakhsh hai. Is ke afadiyat aur fawaid be shumar hain, aur is mein mojood vitamins, minerals, antioxidants aur germs kash khasusiyat hamare jism ke liye be had mufeed hain. Is blog me hum Aloe Vera kay fawaid janny gay. […]
Paon Jalne Ka Ghar Ka Ilaj
Paon jalna mushkil ho sakta hai, khas kar agar dard aur jalne ka ehsaas kabhi khatam na ho. Magar, paon jalne ka sabab jaan’na aur ghar par unka ilaj karna aapko mustaqil nafa pohancha sakta hai. Yahan paon jalne ke aam asbaab, sath hi aath ghar ke nuskhay paon ki jalan ko kam karne ke […]
Pait Kam Karne Ka Asaan Tarika
Pait kam karne ki zaroorat har kisi ko hoti hai. Isay na sirf acha dikhnay ke liye balkay sehat ke liye bhi zaroori samjha jata hai. Aaj kal ki zindagi mein log zyada tar baith kar kaam karte hain aur jismani harkat kam hoti ja rahi hai. Isi wajah se pait ka motapa aam hota […]
Phalon Ko Taza Rakhne Ka Totka: Fruit Preservation Guides
Ghar mein phalon ko taza rakhna aik sehatmand aur khushgawar zindagi ka ahem juz hai. Taza phal aur sabziyan na sirf humari sehat ko behtar banati hain balkay inhein khana bhi behtareen tajarba hota hai. Lekin, aksar auqat phalon ka jaldi kharab ho jana pareshani ka sabab banta hai, jis se khana zaya hota hai […]
Dadi Amma Ke Totkay Gharilo Masail Ka Hal
Ghar ke totkay har ghar ki kahani ka aham hissa hain. Ye totkay hamaisha se hamare maan baap, dada dadiyon se sune jate hain aur aj bhi unki ehmiyat barkarar hai. Ye totkay aksar asan aur mufeed hotay hain, aur inka istemal ghar ke chhotay bade masail ka hal nikalne mein madadgar sabit hota hai. […]
Kamar Dard Ka Asan Gharelu Ilaj
Kamar dard, jise log commonly lower back pain bhi kehte hain, aajkal aam masla ban gayi hai. Ismein ap ko kamar ke neeche ke hisse mein dard mehsoos hota hai, jo k roz marra ki routien ko mutasir kar sakta hai. Lekin ghabrane ki zarurat nahi hai! Is blog mein hum aapko kuch aise asaan […]
Balon Ki Khushki Door Karne ka Tarika
Bohat arsay se hum mein se ziyada tar log balon se girnay walay khushki ke ziddi zarrat se chutkara paane ke liye mukhtalif tareeqay azma rahay hain. Agar aap bhi khushk, kharish wali jild aur balon se lagatar girnay walay flakes se pareshan hain, to sukoon ka saans len—aap bilkul sahi jagah par hain. Is […]
Joron Ka Dard Khatam Karne Ka Nuskha
Aurat ki adhi zindagi to kamar dard aur joron ki takleef mein nikal jati hai. Aap har tarah ka ilaj kar chuki hain to Hakeem Luqman ka yeh ilaj abhi se shuru kardain. Aurat mein joron ka dard Aurat mein joron ka dard jawani ke dor se hi shuru hota hai jab unhein mahawari shuru […]
Baalon Ko Siyah Karne Ka Totka: Home remedies for Black Hair
Kya waqt se pehle safed hote baal apko preshan kr rhy hain or sharmindagi ka baes ban rhy hain? Agar aap bhi apne bejaan aur safed hote baalon ko dekh kar pareshan hain, to ab aur nahi! Hum jante hain ke khoobsurat aur ghane baal har kisi ki khwahish hote hain. Magar chemical products ne […]
Bachon ki khansi ka assan ilaj
Badaltay mausam ka sab se zyada asar bachon par hota hai kyun ke un ka mudaafi nazam kamzor hota hai jis ki wajah se woh nazla, khaansi, aur bukhar jaise bimaariyon ka shikaar ho jaate hain. Bachon ko hone wale viral flu aur fever to phir bhi theek ho jaate hain lekin khaansi jaldi peecha […]
Aankhon Ke Siyah Halqe Door Karen
Khoobsurtii woh zevar hai jo aurat ko qudrat ka ata kiya sab se qeemti tohfa hai. Lekin yeh haqeeqat hai ke aap jitni bhi gori, haseen, purkashish aur shafaaf jild ki malik hon agar aap ki aankhon ke ird gird gehraye halqay hain to sara husn pheeka par jata hai. Balkay, aankhon ki chamak bhi […]











