Aj hum baat kerenge Ramazan me weight lose kaise kare. Mai ap k sath chaar asan tarike share karun ge.Jisko ap follow kerne sy asani sy apna weight loss kr skty hain
First tip: Track Calories
Sabse pehle tip ye hai ke ap apni calaroies ko track kere. Ye zaroori hai ka ap count kere k kitni colories ap khatay hain taake ap overeating na kere.
Ap calories track kerene ke liye app download kere sak te hai app store sai. Lifesum aik achi app hai jisse ap track ker sak te hai apni calories. Apne bas ye khayal rak na hai ke apki body caloric defecit may rai Matlab, ap aik din meh ap jitni calories apni body meh dal re hai usse zyda apki body burn kere.
Second tip: Sunnah Super Foods
Ap sunnat ki super foods khain . Sunnah meh boat sari ayse khanay hai jin mein boat zyda nutritions hain jo apki body ko taqat dete hai fat burn kerne ki.
Ye food hai:
-Dates / Kajoor
-Honey / Shahat
-Black seed/ kalonji
-Milk/ Dud
-Figs / Anjir
-Olives/ Zaitoon
Third tip: Sunnah Tariqe se khana
Third tip ye hai k apne sunnah ki matabiq khana hai. Sunnah tariqa ye hai ka ap kaabi pait baar k ni kaho. Isme boat sari benefits hai, isle jab ap apni stomach ko full ni kerte hai toh hawa ki liye jaga hoti hai aur ap ki digestion easily hojati hai.
Fourth tip: Chaba ker kahe
Fourth tip ye hai k ap apni khane ko puri tara se chaba ker kahe
Aftari meh boat dafa log jldi se kha te hai bhook ko mitane k liye, aur puri tara se chaba te nahi hai. Ye apki sehat ki liye sai ni hai.
Boat sari scientific studies kehti hai akar ap jaldi aur achay tariqay sy chabaye bagair khao ge toh apka weight zyda hojaya ga.
Jab ap puri tara se chaba te hai toh apki digestion easily ho jata hai.
Okay that’s it friends, thank you!.
Please subscribe for more tips.