Bachon ki khansi ka asan ilaj

Bachon ki khansi ka asan ilaj

Bachon ki khansi, unki nazuk sehat ka ek aam masla hai jo har maa baap ko chinta mein daal deta hai. Bachon ki khansi ka ilaj zaroori hai taake wo sukoon se jeenay mein mustaqil reh sakein aur unki sehat par koi asar na pade. Is blog mein hum aasan aur asar daar totkay par […]

Safar Ke Dauran Ulti ya Matli Ka Ilaj - totkay.com

Safar Ke Dauran Ulti ya Matli Ka Ilaj

Safar ke dauran logon ko aksar matli aur ulti jaise masail hone lagte hain. Aise mein agar aap ke sath bhi ye masla darpaish hai, to aap Safar ke dauran ulti ya matli ka ilaj ke liye in totkon ki madad le sakte hain. Kehte hain ke safar waseela zafar hota hai, lekin kuch logon […]

Haldi ke Gharelu Totkay - totkay.com

Haldi ke Gharelu Totkay: Ek Shifa Bakhsh Masalah

Kya aapki kitchen mein chupi hai sehat ka khazana? Ji haan, hum baat kar rahe hain ek shifa bakhsh msaly, haldi ki! Yeh sadiyon se apni shifa bakhsh khususiyaat ki wajah se mashoor hai. Iski asal taqat is mein mojood curcumin mein chupi hai. Is blog post mein hum Haldi ke Gharelu Totkay ko tafseel […]

Khira ke Pani kay Fawaid - totkay.com

Khiray ke Pani kay Fawaid

Mausam-e-garma ke aate hi bazaar mein sabz hare khire apni bahar dikhlane lage hain. Is mausam mein jism ko thanda aur hydrated rakhna bohat zaroori hota hai. Aksar log pyas bujhane ke liye sugary drinks ya cold drinks ka sahara lete hain, jo sehat ke liye nuqsan deh ho sakte hain. Lekin kya aap jante […]

Breast Barhany k Totkay Bahtreen Exercises - totkay.com

Breast Barhany k Totkay: Bahtreen Exercises

Kya aap apne breast size ko naturally enhance karne ke tareeqe dhoondh rahi hain? Natural remedies aur lifestyle changes ka asar shayad utna noticeable na ho, lekin kya aapne kabhi socha hai ki kuch exercises aapke chest muscles ko tone karke overall appearance ko kaise better bana sakti hain? Ab aap bataye kya Aap isy […]

Aankhon Ke Halke Khatam Karne Ka Totka - totkay

Aankhon Ke Halke Khatam Karne Ka Totka

Aankhon ke halke ya dark circles har umar ke logon mein common hain, jo aksar neend ki kami, stress, genetics, allergies, dehydration, ya aging ki wajah se hote hain.  Yeh rang kabhi bluish, purple, brown ya kaala bhi lag sakta hai, jo skin ke neeche khoon ki naso ke dikhne ya melanin ke zyada hone […]

Bachon Ki Khansi Ka Asan Ilaj

Bachon Ki Khansi Ka Asan Ilaj

Bdalte mausam ka sbse zyada asar bachon par hota hai kyunke unka madafeati nizam kamzor hota hai jis ki wajah se woh nazla, khansi aur bukhar jaisi bimariyon ka jald shikaar ho jaate hain. Bachon ko hone walay viral flu aur fever to phir bhi theek ho jaate hain lekin khansi jaldi peecha nahi chhodti […]

Hath Paon Gora Karne ki Cream Istemal Karni Chahiy - totkay.com

Kya Aapko Skin Whitening Cream Istemal Karni Chahiye?

Dhoop, garmi, sardi, ya phir chemicals ka istemal hamare haath aur paon rozana kayi mukhtalif asraat ka shikar hote hain. In asraat ki wajah se, hamare hath aur paon ka rang kamzor par sakta hai aur jild bejan dikhayi de sakti hai. Isi liye, kayi log skin whitening creams ka istemal karte hain. Lekin, kya […]

Qabz ka ilaj: Effective Relief Tips

Qabz ka ilaj: Effective Relief Tips

Qabz ka ilaj aur aant ke masail logon ke liye aam pareshani ban gaye hain. Iska asar zindagi par bura padta hai, lekin qabz ka fori ilaj gharelu tareeqon se mumkin hai.  Aap qabz ke asbab samajh kar, gharelu ilaj apna kar is maslay ka foran hal dhoondh sakte hain. Sehatmand aadatein apna kar aap […]

tonsil ka gharelu ilaj

Tonsils kya hy aur tonsil ka gharelu ilaj

Gale mein chubhan, nigalne mein mushkil, aur lagatar dard… yeh sab Tonsils ki alamatein ho sakti hain. Hum mein se shayad hi koi aisa ho jis ne apni zindagi mein Tonsils ke dard ka saamna na kiya ho, khaas tor par bachon mein yeh bohat aam hai.  Humare gale ke peeche mojood yeh do chotay […]

Shehwat Me Kami Ka Elaj

Shehwat Me Kami Ka elaj

Shehwat (شہوت), jo ke English mein “sexiness” kehlati hai, libido ya sex drive ko refer karti hai. Shehwat Me Kami Ka ilaj jis ma shehwat ka na ana ya libido ka kam hona mardon mein ek aam masla hai, jo aksar hormonal imbalance, thakan, aur mardana kamzori ki wajah se hota hai. Yeh masla rozmarra […]

Aloe Vera kay Fawaid

Aloe Vera kay Fawaid

Aloe vera, ya kanwar gandal, ek aisa poda hai jo humare liye qudrati taur par shifa bakhsh hai. Is ke afadiyat aur fawaid be shumar hain, aur is mein mojood vitamins, minerals, antioxidants aur germs kash khasusiyat hamare jism ke liye be had mufeed hain. Is blog me hum Aloe Vera kay fawaid janny gay. […]